ReportingNext.com - Everything! Reported.
Home Forum Poetry Jokes Ecards Quotes Wallpapers Gallery
 



Rating:
Views: 3161

titliyoon ka mosam main noochna gulaboon ka
reet iss nagar kee hai aur jana kab sa hai
daikh kar parindoon ko baandhna nishanoon ka
reet iss nagar ke hai aur jana kab sa hai

shahar ka yeh bashinda, nafratoon ko boo kar bhi
intizaar karta hain , fasal ho mohabbat kee
bhool kar hakeekat ko, dhoondna suraboon ka
reet iss nagar kee hai aur jana kab sa hai

tum abhee naya ho na, isee liya parashaan ho
aasmaan kee janib, iss tarha mat dakhooo
aaftain jab aani hoon, tootna sitaroon ka
reet iss nagar kee hai aur jana kab sa hai

khamooshi mara shawa, guftagoo hunar un ka
mari ba-gunahi ko looog kasa manain gay
baat baat par maangna jawaboon kaa
reet iss nagar kee hai aur jana kab sa hai

ajnabi fizayoon main, ajnabi musafir sa
apna har tayalluq ko daimee bana lana
bicharna jab uss ka too maangna duayoon ka
reet iss nagar ka hai aur jana kab sa hai.


By: Alee

 


[ Back to Amjad-Islam-Amjad-Poetry ] - [ Send to a Friend ] - [ Rate This Poem ]

[ Poetry Home ] - [ Submit a Poem ]


Untitled Document
More Links
Sponsers
More Links
More Links

©itsMardan.com 2004-05
For Comments/Suggestions contactus