ReportingNext.com - Everything! Reported.
Home Forum Poetry Jokes Ecards Quotes Wallpapers Gallery

 

 

Mix Funny Shyari

9226

tum bhi Khafaa ho log bhi..

3886

titliyoon ka mosam main ...

2895

Kash may tera woh Haseen Mobile hota

2847

Mohabbat zaat hoti hay

2640

sunaa hai log use ankh bhar ke dekhate hain

2550

gumaan

2479

Dost ban kar bhi nahi saath nibhanaywala

2282

apani rusavayi tere naam ka charchaa..

2230

barasoun ke baad dekhaa ik shaKhs..

2181

 

Rating:
Views: 1221

tu nay daikha hai kabhi ikk nazar shaam kay baad
kitnay chup chaap say lagtay hain shajar sham kay baad

itnay chup chaap keh raastay bhee rahain gay laa ilm
chor jaaian gay nagar kisse roz shaam kay baad

main aisay he gunha teri juddai main keeiay
jaisay toofan main koe chor day ghar shaam kay baad

shaam say pehlay woh mast apni urranoon main rahaa
jiss kay hathoon main thay tutay hoay parr shaam kay baad

raat beeti to ginnay aablay aur phir yeh socha
kon thaa bahisay agazay safar shaam kay baad

tu hai suraj tujhay kahan maloom raat kaa dukh
tu kisse roz to uttar mairay gharr shaam kay baad

laut aaiay naa kisse roz woh awara mizzaj
khol rakhtay hain isse aas peh darr shaam kay baad


By: Alee


[ submit a poem ]-[ send to a friend ] - [ rate this poem ]

Untitled Document
More Links
Sponsers
More Links
More Links

©itsMardan.com 2004-05
For Comments/Suggestions contactus